Sunday, 19 February 2012

Love Poetry

Blazing like an ambient Sun;
Searing onward sparing none,
Deeply piercing heart and soul;
Having lost all self control.
Washing in like a restless tide,
Searching through the great divide;
For any eager open heart,
Willing to let it play its part.
Then before they realize,
There’s no room for compromise.
Caught up in the Rising of,
This crazy thing that they call Love.
Falling out of touch and time;
Feeling euphorically sublime,
Lost in blissful connotations; 
Soaking in all of its sensations.
Always it will lift them there,
Through its grandiose love affair;
As reason takes a distant stroll,
They will lose their heart and soul.
Caught up in the Rising of
This crazy thing that they call Love. 

Love Poetry


I’m just flying on a broken wing
Because I’ll admit pain is nothing
Compared to seeing you not with me
In a vast white-cloud eternity

“Strong little bird you can be that tough”
You tell yourself but it's not enough
It’s a funny thing often hearing,  
“How the hell’d you get here on one wing?”

To edge of skies on a mere prayer
Was just an empty heart light as air
Propelling me up, up and away
To find you again another day

If it were just me and my dead wait
Then maybe a stiff breeze might abate 
Or finish off this near-crushed spirit 
That’s telling you know so you’ll hear it: 

“I never really enjoyed flying.
Never was my thing I’s just denying.
What I really liked was you beside
Me in the night and resting inside.” 

How did I ever fall from our nest?  
That drop put more notches in my crest 
Add in an ear-ring infinity
To my near-blinding insanity (for you)

Can’t sing my song now no muse around
You were right, I was left... without sound
Did it matter? What would it have meant
To watch you fly ‘way...  evanescent

Nothing left of me very pretty
These days just prey for someone’s kitty
An afternoon snack but not much more 
Than what maybe could’ve been before


And good wing soon probably will not bend
That day’s surely this bird’s bitter end
But long as I have just one working 
I’ll be flying from this reckoning 

Wasi Shah Interview

Wasi Shah Interview With Madeeha Anwar of Urdu

Tumhain Jana Ijazat Hay


Tum Meri Ankh Ka Taiver Na Bhula


Teri Ankhun K Haseen Jaal

Teri Ankhun K Haseen Jaal Me Aa Jaon Ga Mai,
Mujh Ko Lagta Hai Teri Chaal Me Aa Jao Ga Mai.


Zindagi Baad Tere Hona Thi Mushkil Lekin,
Ye Na Socha Tha K Is Haal Me Aa Jao Ga Mai.


[ "Dekh Kr Us Ko Mujhe Yaad Kre Gi Dunya,
Eik Din Us K Khadokhaal Me Aa Jao Ga Mai." ]


Kitne Mosam The Jo De Kr Mujhe Taaney Guzrey,
Tum To Kehte They K Ik Saal Me Aa Jaon Ga Mai.


Sur Me Aa Jaye Ga Jewan Tere Jane Se,
Tere Aane Se Kisi Taal Me Aa Jao Ga Mai.

Main Shayer Hoon

Main Shayer Hoon
Toa Aksar Laog Mujh Se Poochtay Hain
Is Haseen Israar Kay Baray main
Batain Toa Bhala Kiya Hai…?
Muhabbat Akhirish Hai Kiyaa…..?”
Wasi Main Hans Kay Kehta Hoon
Kisi Piyasay Ko Apnay Hissay Ka Pani Pilana Bhi..
Muhabbat Hai!
Bahnwar Mai Doobtay Ko Sahil Tak Lai Kay Jana Bhi..
Muhabbat Hai!
Kisi Kay Wastay Nanhi Si Qurbani..
Muhabbat Hai!
Kaheen Hum Raaz Saray Khoal Saktay Hoan Magar Phir Bhi,
Kisi Ki Babasi Ko Daikh Ker Khamosh Hojana Bhi…
Muhabbat Hai!
Ho Dil Mai Dard, Veraani Magar Phir Bhi
Kisi Kay Wastay Jabran Hi Hoantaon Pe Hansi Lanaa
Zabardasti Hi Muskana…
Muhabbat Hai!
Kaheen Barish Mai Sehmay, Bheegtay Billi Kay Bachay Ko
Zara Si Dair Ko Ghar Lai Kay Anaa Bhi
Muhabbat Hai!
Koi Chirya Jo Kamray Mai Bhatakti Aan Nikli Ho
Toa Us Chirya Ko
Pankhaa Band Kar Kay Rastaa Bahir Ka Dikhlana
Muhabbat Hai!
Kisi Kay Zakham Sehlanaa
Kisi Rotayhuay Dil Ko Behlana..
Muhabbat Hai!
Kay Metha Boal, Methi Baat, Methay Lafz, Sab Kiya Hhai?
Muhabbat Hai!
Muhabbat Aik Hi Bas Aik Hi Insaan Ki Khatir
Magan Rehna
Hama Waqt Uski Bataon, Khushboan Mai,
Dolna Kab Hai
Muhabbat Sirf Uski Zulf Kay Bal Kholnaa
Kab hai..
Muhabbat Kay Hazaroan Rang
Laakhoan Istaa’ray Hain
Kisi Bhi Rang Mai Ho Ye
Mujhay Apna Banati Hai
Ye Meray Dil Ko Bhaati Hai!

Abi to ishq me aisa b haal hona ha

Abi to ishq me aisa b haal hona ha
K ashk rokna b tm se mahaal hona ha


Tmain khber ha nae tum to lot jao gy
Tmhary hijer me lmha be saal hona ha


Humari roh py jeb be azaab utrain gy
Tmhari yadon ko es dil ke dhaal hona ha


Milain ge hmko be apny naseeb ke khushian
Bus entazar ha k kb ye kmaal hona ha


Her ek shekhs chaly ga hmari rahoon per
Mohabbton me hmain wo misaal hona ha


WASI mjh ko yaqeen ha k wo lot aye ga
Ussy be apny be kiye ka mlaal hona ha!

Wasi Shah Poetry



Eik Masoom Takaddus Me Bhigoya Huwa Lams,
Kitna Pakiza Hay Ehsas Me Dhoya Huwa Lams.


Ye Tere Jism Ki Khushbu Ka Sonehra Ehsas,
Jis Terha Chand K Haaley Me Paroya Huwa Lams.


Us K Hontoon Ko Me Chhu Loon To Gumaan Hota Hay,
Jese Jannat K Gulaboon Me Daboya Huwa Lams.


Jo Meri Rooh Me Utrey He Chale Jaate Ho,
Ik Nae Rang Me Ubhrey Ga Ye Boya Huwa Lams.


Bhegi Khusbo Mae Basa, Wasl Me Bhega Bhega,
Kitna Masoom Hay Pehlo Me Ye Soya Huwa Lams.


Tishnagi Aan Basi Hay Meri Pooroon Me WASI,

Wasi Shah Poetry


Wasi Shah Poetry:

Ek aarzoo hai puri parwardigar kare,
Men dair se jaon wo mra intzar kre.


Apne hathon se sanwarun zlfein uski,
Wo shrma kr mhabat ka iqrar kre.


Lipat jay mjhse aalm-e-madhoshi men,
Or josh-o-janun men mhabat ka izhar kre.


Ho shab-e-wisal aesi ya RAB!,
K bheegi zulfon se mujhe bedaar kre.


Jab use chor k jana chahun Wasi,
Wo roke or ik raat ka israr kre,


“Qasam khuda ki main kisi or ki ho nhi sakti”,

Love Poetry


Love Is
Patient
Kind
Not jalous
Not boastful
Not proud
Not rude
Not demanding of its own way.
Not irritable
Not keeping record of wrong
Not rejoicing in injustice
Rejoicing whenever truth wins out.
Never giving up
Never losing faith 
Always hopeful
Enduring Through ever circumstance.

Thursday, 16 February 2012

Sad Poetry

Guzri hai kal hum pe wo raat ajeeb si 
Krta raha wo hum se chahat ajeeb si
Mila b to kuch aisa samajh sake na hum
Lagti hai uski aaj tak mulaqat ajeeb si
Aur b ha dunya me phr mera intekhab kyon
Shikayat usko thi mere sath ajeeb si
Har chehre se dhoka khaana ye muqadar tha apna
Mili bhi to hum ko ye hayaat ajeeb si
Ab sari umar tanha hi jeena hoga
Bicharte waqt wo kr gya ye baat ajeeb si

Sad Poetry

Ghazal 
Bin tery kesy Ghum_e_zeest Gawara kr len,
Is say behtr hy k dunya say kinara kr len.
Sath mumkin nahi chalna tø chalø Yun hi sahi,
Døør say hi tery chehry ka nazara kr len.
Aaj tk hø na saka tu tø humara lekin,
Q na hum khud kø meri jan tumhara kr len.
Qurbaten apny muqadar me nhi hain shayad,
Q na hum hijr kø Qismat ka sitara kr len.
Mumkin hy k Phir wø na rahy, main na rahøøn,
Un say kehdø k mery dard ka nazara kr len.

Sad Poetry

[Mohabat] 
Mjhe Ye Ghalat Fehmi Thi
K Mohabbat Dhair Sari Thi
Dono Haatho Main Bhar Ker
Tamam Umar Sambhalun Ga
Kabhi Khoney Nahi Doon Ga
Mohabbat Khoney k Darr Se
Muthiya,n Beench Li Main Ne
Magar Jab Muthiya,n Kholii,n
Tou Dono Haath Khali Thay
Kyun k
Mohabbat Rait Jesi Thi . . . *)

Sad Poetry

Har fard yahan pr taajir hy 
Hr waqt tijaarat hoti hy
Tum ap he apne daam kaho
Chhup k nhi sar_e_aam kaho
Kya lo ge apni yari ka
Kya lo ge tum dildaari ka
Gham_khwar bno ge kitney me?
Tum pyar kro ge kitney me?
Sb jazbay mere naam kro
Ham naam tum apna daam kaho
Pr daam chukaaney ki khatir
Hm apna daftar kholen to
Hm apni jaib tatolain to
Bs pyar mily ga thora sa
Aazaar mily ga thora sa
Ye sikkay yahan kb chaltey hain
Kya udhar mily ga thora sa
Ye dunya be_etbari ki
Ye arz hy hr beyopari ki
Chal chor tamanna jazbon ki
Hum khaali hath hi aaye thay
Chal khali hath hi jayen hum..

Sad Poetry

Koi moaj_E_gul sy keh day na chaly machal machal k, 
Wo nazar badal gaya hai,
meri zindgi badal k,
Shab_E_maah mukhtasir thi, mujhe haaye kya khabar thi,
K talluo phir na ho ga,
mera mah'taab dhal k,
Meri mushkilaat tum ne kuch aur hi barrha dein,
Raah_E_zindgi mein do din mere sath sath chal k,
Kayi aandhiyon mein uljhe,
kayi zulmaton mein doobe,
Teri arzo k lekin, na bujhe charagh jal k.

Wednesday, 15 February 2012

Feedbak

Blogroll

free counters